Monday 1 October 2012

Raahein Aur Waqt . . .




Na jane kyu zindagi naraaz si lagthi hai, Jab dekho kisi ki kami mehsoos hoti hai, Dhondh aya tha fizao me, jaha mili thi ek pari, Hawa ki tarha ayi aur gayab ho gai, ise shayad ek Sapna hi samajlun ga, un yadon ke sahare usi tarah jee lun ga, dil ne to kabhi kami nai ki, Agar tha to tujh mai tha, Zindagi ke raho par, Jab kinara nazar aya to meri kashti wahin doob jati hai, Agar tum se door na hota, to yu na hota, Na zindagi naraaz hoti, na dilakela hota Agar hota to sath hota , khushnuma palo ka ehsas banke tumhare pas hota . . . : 

Filled Under:

0 comments:

Post a Comment